Hinglish Words What to Use and What Not | Anime Hindi Subbers use this for teaching their New Hindi Subbers to understand what is appropriate wording to use when doing Subbing an anime in Hindi. Once they understand that message, they can begin doing Hindi Subbing themselves.
Left is wrong – Right is Correct
May ko mei |
Suchme ko sachmei |
Vahaan ko waha |
Vahi ko wahi |
Main ko mai |
Nahin ko nahi |
Phavvare ko phawara |
Saanph saanph ko saaf saaf |
Asahi ko aise hi |
Yahaan ko yaha |
Baaten ko baate |
Tumhen ko tumhe |
Use ko usey |
Kise ko kisey |
Peechen ko piche |
Kitana ko kitne |
Gai ko gayi |
Ye ko yeh |
To ko toh |
Usane ko usne |
Bhaagana ko bhaagna |
Chakama ko chakma |
Chhipane ko chipana |
bhot ko bohot ya bahut |
wese ko waise |
krta ko karta |
mein ko main (i’m ya i) |
hey ko oye likhna agar charecter oye bole to aur agar “Ne” kaha aur likha ho hey to suno likhna |
arre ko arey |
ye ko yeh |
rhe ko rahe |
rha ko raha |
achi ko acchi ya achchi |
pta ko pata |
kha ko kahan (where) |
mene ko maine |
samaj ko samajh |
gya ko gaya |
isse ko ise |
kr ko kar |
kese ko kaise |
wha ko wahan |
chate ko chahte |
krne ko karne |
jarurat ko zaroorat |
goodbye ko alvida likh diya karna |
yha ko yahan |
hu ko hooon |
choti ko chhoti |
pheek ko phek |
phele ko pehle |
yarr ko yaar |
fir ya phir |
wo ko woh |
darawana ko darawna |
maddat madat |
sachi me ko sachchi mein |
peheli ko pehli |
upar ya oopar |
krke ko karke |
bethegi ko baithegi |
dubte ko doob |
Leave a Review